vastu vinimay kya hai?

 jab ek vastu dekar dusri vastu li jaati hai use vastu vinimay kehte hain

vinimay ki famous paddhati currency vinimay hai

  • 0

 Bina paison ke ,ek vastu ke badle mein dusri vastu lene ko Vastu Vinimay kehete hain.

Vinimay ka prachalith paddhathi paison-rupaiyon se hain.

  • 0

kisi vastu ko da kar dusri vastu lana

  • 0

vastu vinimay ko english me 'barter system' kehte hain jisme paiso kae alaava kisi cheez dekar ,doozrae cheez mangvaathe hain

  • -1

barter system ko vastu vinmay kehte hai jahan paise istmaal nahi hota

  • 1

vastu vinmay matlab jab ghrak apna samagri kharidkar dukandar ko paise ke bajaye zaruri vastu jaise dana,anan,capra aadi dete hai use vastu vinmay kehta hai .ise angraje me barter system bhi kehte hai


  • 0

pesho se na karithkar ek vasthu ke bathle toosre vasthu lena

  • 1

ek vasthu ke badle dusri vasthu lena bina paise deye

  • 0
Barter system Ki full history kya he?
  • 0
Vastu vinimay vo hai jo prachalin kal me paiso or rupye ka prachalit hoya hai or n unka sarvmanya manak rup se prachalit tha. us smay bhi log avashaktaki purti ek dusray se le-dekar karte the
  • 0
Vastuvinimai ka means eekh chezz ko dekar dustri chizz lena
  • 0
Vastu vinimay main log paise ki jagah kisi vastu ya dhatu ko lete hain
  • 4
paise se na kharidkar kisi ek vastu ke badle dusri vastu lena
  • 0
phle ke yug me cheej ke badle cheej di jati thi par aaj ke yug me cheej ke badle paise diye jate hai is called vastu vinimay
  • 0
वास्तु विनिमय का मतलब है कि एक वास्तु का बदले दूसरी वास्तु लेना । वास्तु विनिमय मे पैसो का कुछ काम नही होता । वास्तु विनिमय की प्रचलित पध्दति पैसा है
  • 0
Ek vastu dekar dusri vastu ko khareedana
  • 0
lete hai or dete hai ... only these .. short form.
  • 0
yuyiyy
  • 1
Vastuo ke len den ko vastuo vinimaya khate hai
  • 0
Vastu vinimay arthat bustuo kaa aadan-pradaan karna.Pehle log bustu dekar dusre se bustu lete the, mudra dekar Nehi..
  • 0
vastua ka exchange vastuo se krna
  • 0
Vastu vinimay hota hai ki ismein koi bhi chij lete Samay ismein Hamen dusri chij leni hoti Deni Hoti Hai is Vastu vinimay Kehlata Hai Jaise sabji Ke Badle Anaaj
  • 0
Jab ham saman ke badle saman lete ha
  • 0
LENA AUR DENA
[BARTER SYSTEM]
  • 0
Jisme ek vastu ke badle dusri vastu li or di jati hai
  • 0
Jab kisi ek bastu ya seva ke badle dusri bastu ya sewa ka len-den ho to ise bastu winimaya kahte he.
  • 0
Bastu Adan pradan Karne ki tarika ko bastu binimaya kaha hate hai
  • 0
Kisi chij Ke Badle Kisi chij Ko kharidna
  • 0
????? - ?????? ?????? ??????? ?? ???? - ?????? ???? ? ???? ??? ?? ????? ???? ????? ?? ????? ????? ?? ???? ?? ???? ???? ????? ?? ???????? ?? ???? ???? ?? ???? ???????? ?? ????? ?? ???? ???? ?? ? ??? ????? - ?????? ?????? ?? ?
  • 0
Vastu vinimay main log paise ki jagah kisi vastu ya dhatu ko lete hain




Hope i will help you
  • 0
fawwadaw
  • 0
What?????????
  • 0
What are you looking for?