samaj me ladki ki kya stithi hai

 samaj me ladki ki kya stithi hai

  • 0

 gandi

  • 0
Samaj me ladki ki stithi bahu dardnak aaj hamare samj me koi be ladki surakshit nahi sirf aur sirf chand logo ke karan unki mansikta ke karan hame yadi kuch karna hai to hame unki mansikta badalni hogi
  • 3
SamJ me ladki ki esthiti bahut hi bura hai.jab uski saadi hoti h aur wah sasural jaati h tab waja pe use bahut cast diya jaata h.unhe dahej ke liye soshit kiya jaata h.
Saare kaam ko usi pe thipa jaata h.kabhi kabhi to to use jala diya
h ya itna soshit kiya jaata h ji wah swam aatam hatya kar leti h.
  • 1
What are you looking for?