plz help me to get a poem or a short storyon peacock and rain

nach raha hai mor , us pahadi ki or

jitna pani barsa , utna hi vo tarsa

indrani dhanush ko mandlakar banakar, prakat kare apni prasannata nachkar

nach raha hai mor , us pahadi ki or

  • 1
Hindu poem on rainypecock
  • -2
Next
  • -2
Mor, vishav ka sabse sundar,
pakshi Bharatwasi.
jalsaroton ke nikat basera,
letaa baarahmaasi.

Rangbirangi bhaari bharkam,
peehun-peehun gaata.
aur utha kar pankh punchh ke,
abhinav nritya dikhaata.

ROCKET sa sidha udta hai,

paar nadi kar jaata.
sukhe vrikshon ki daalon par,
yah aawas banaata.

Shaam savere bhojan karne,
dharti par aa jaata.
beej, beriaan, saanp, chhipkali,
jo milta so khaata.

Maada seti apne ande,
unki raksha karti.
chaar varsh tak unhe paalati,
unke saath vicharti.
  • 0
ur ques seems incomplete
  • 1
ewfklni
  • 1
What are you looking for?