is kavita me pakshiyu ki bhagvan ke dakiye kyu kaha gaya hai?

kyo ki vah ek desh ki dhuul mette dusre desh tak pahunchate hai.

  • -2

kyunki vo prem,ekta aur bhaichare ha sandesh ek desh se doosre desh le kar jate hai jo sirf ped-poodhe samajh sakte hai manushya nahi

  • 3

ye subse kadhin  samay nahi - is  kavitha  me  pakshiyo ko  bhagvaan  ke takkiya  is liye kahagaya he kyoki,

ve deshonki  seema  reghao  ko  nahi  manthe.ve  eeshwar  ka  vishwabandhuthv  ka  sandesh  poori  prakrithi me  saman  roop  se  baantthe  hai.jabki  manushy  is  vishwabandhuthv  ki  bhavana  ko  samaj  nahi  pathi , aur  apne  hi  banaai  seema  reghaom  me  bandh rahthe  hai,  pakshi  ke  panghom  dwaraa  foolom  ki  sughand,  door  -  door  ke  deshom  thak failaathe  hai . baadal  ek  desh  se  bhaag  bankar  udthe  hai.  isliye  kavi  ne  pakshi  aur  baadal  ko  bhagvaan  ke  taakkiya  kaha  hai.

  • -2
Is Kavita me in pakshiyo ko Bhagwan je dakiye Isliye kaha Gaya hai kyunki veh Bhagwan ma lays Sandesh lekar ek desh se doosre desh jaate hai
  • -2
because panchi ek desh se doosre desh me ekta ka maan rakhtey hai aunke liye koi dharam,jaati,kala ya gora nahi aunke liye sab yek saman hai
  • 2
Kyonki pakhshi bhagwan dwara bheje gaye sandesh lekar ate hai jinki siraf perh,podhe,pani hi parh pate hai
  • 3
Kyonki jase dakiye mnushya ka sandesh ek sthan se dusre sthan thak pahuchata hain vase he pakshi aur badal bhagvan aur prakrete ka sandesh ek mahadesh se dusre mhadesh tak pahuchata hain. Yah sendesh ham ensaano ko to samaj nahi aata parantu yah sendesh padh-podhe , nade aur phadh padh pate hain aur samman rup se sahayata karte hain.
 
  • 2
Bec?use they bring the messages from God to us telling to love and respect each other equally
  • -1
Kyunki vah Bhagwan ke Sandesh Ham Tak late Hain
  • 1
What????
?
  • 0
What????
  • 0
What are you looking for?