dwand samas
Vah samas jiske pratyek pad pradhan hota hai aur jab vigrah karne par sabhi pado ko " aur " " thatha" se joda jata hai. Use dwandwa samas kahate hai. Jaise:
Ram-Shayam = Ram aur shyam
Rat-Din = Rat aur Din
Mata-Pita = Mata aur Pita
Sishir-Vasant-Grishm = Shishi aur vasant aur Grishm